Monday, December 12, 2011

Kagaj ki kasti thi pani ka kinara tha khelne ki masti thi dil ye aawara tha! Kha aa gaye is smjhadari ke badal me oo nadan bachpan kitan paya tha !! ladhate the bhai aur bhano se papa ke laye tafiyo ke liye . bad me ek dusare ko manana kitan pyara tha ... rote the jab papa ke dat se (gusse se)to,dadi ka aachal me chupana kitan payara tha dada ka pyar tha to chacha mama ka dulara tha ... Kagaj ki kasti thi pani ka kinara tha...... raja rani ke khani thi ,mitti ke khilaune the ,dashare diwali ke mele the... mele me jane ke liye itarana kitana payara tha ..... papa ke bhaho ke jhule the to ma ke aachal ka sahara tha .... Kagaj ki kasti thi pani ka kinara tha khelne ki masti thi dil ye aawara tha! Kha aa gaye is smjhadari ke badal me oo nadan bachpan kitan paya tha !!